Awesome Attitude Status In Hindi For Girls to Share Your Attitude With Your Friends or Haters on Social Media.
Also Read:
Hello, Guys, Welcome all in this Very Awesome Post Here We will Share With You Some Amazing Hindi Attitude Status For Girls. So If You are Finding for Such this Kind of Great Attitude Status to Show Yourself then You are at the Right Place. Here is Stylish, Smart, Fashionable, Princess Attitude Status in Hindi For You. So Guys, Without wasting time Let's Start......
ATTITUDE STATUS FOR GIRLS
⭐ मै दिखती हूं cute, हरदम रहती Mute,
लेकिन फिरभी सब कहेते है- You Have Too Much Attitude।
⭐ लड़की को हमेशा शेरनी होना चाहिए, मेरे जैसा,
किऊकी Cute तो हमारी बिल्ली भी है।
⭐ दुनिया चलते है डर से,
और हम चलते है Swag से,
Jo Jalte Hai Humse Wo Chalte hai Side Se!
⭐ Fashion to hum Apne Liye Karte Hai,
Duniya ke liye to mere Blue Eyes hei kafi Hai.
⭐ Sab mere Style Dekh Kar hei Behos Ho jate hai,
Pata Nehi Smile Dekhe ga to kya Hoga!
Status for Girls Attitude, Girls Status, Attitude for Girl
⭐ Banna Hai to Cute Bano,
Kiuki Hot to mere Phone bhi hota hai aj kal. 🔥
⭐ Guzarti hu Main jis Raste se,
Wo khud ba khud Sona ban jata hai,
Aur jo Jalte hai Humse Wo bhi-
Khud ba khud Koyla ban jata hai. 😂
⭐ Ayne Bhi Marte mere Attitude pe,
Magar khus bhi hote Honge yeh soch Kar,
Ki main iski sath Raheta hu.
⭐ Main Soft to hu but Weak Nahi. Mujse Panga lene ka Sochna bhi mat. Warna Dobara kisi se Panga lene ke kabil Nahi Rahoge.😎
⭐ Meri Attitude Meri Mistakes,
Meri Life Meri Rules.
Tum koun Hote ho Bolne Wale. 😏
Girl Attitude Hindi Status, Hindi Attitude Status for Girls
⭐ Koi baat nahi agar tum mujhe pasand nahi karte ho to.
Wese bhi sabko Diamond ki pehechan thodi na hota hai. 😎
⭐ Koi Editing App Nahi Meri Smile hi Kafi haH Meri Khubshurti Baya karne ke Liye.😊
⭐ Mere sath pyar se pesh aao me bhi pyar se pesh aaungi.
But mujhe agar khilona samjhoge to main tumhare sath Khel k dikhaungi.😎
⭐ Main darti nahi hu is duniya me aakele chalne se.
Akhir akele hi aaye the aur akele hi jayenge.
To akele rehene me daar kesi. 😼
⭐ Main kabhi kisi ko insult nahi karti,
Just use yehi batati hu wo kiya hai.😎
⭐ Single Life ek Mauka ha apne life khud ke rules se jeene ki. 😙
Cute Status for Girl, Status for Girl, Girl Whatsapp Status
⭐ Meri Life me Main Common hu. har Situations me Main Common hu. Isliye main Pehele apne aapko value deti hu. 😙
⭐ Hum to Zindagi khul ke jeety hai isliye Sayed sab Humse Jalte hai.😏
⭐ Mere Bare me kuch bolne se pehele apne aap ko ye prove kar k dikho k tum khud perfect ho. 😎
⭐ Sab Sahi Kehete Hai ki Main Perfect Nahi hu, Main to Unique hu. 😎
⭐ Sab kehete mujhe bhulna mat, yaad Rakhna.
But main keheti hu Forget Me If you can. 😎
Attitude Status for Girl in Hindi, Attitude Status in Hindi for Girls
⭐ Mujhe bhi wo nahi Chahiye jo mujhe nahi Chahate. 😏
⭐ Sab Kehete hai main Bohot bade bade Sapne Dekhti hu.
But main un Sabse keheti hu tum log Bohot chote chote sochte jo ho. 😎
⭐ Agar aapko Mujhse koi Problem hai to ek car Lijiye aur narak ke taraf drive kijiye. Happy journey. 😎
⭐ Mujhe Attitude mat Dikhao, Meri Blocklist Tumhare Friendlist se zyada badi hai. 😏
⭐ Jab koi Mujhe keheti hai tum ugly ho tab main use Keheti hu kyun ki main tumhare tarah banne ki Koshish jo kar Rahi thi. 😎
⭐ Main Khud Ko kisi ke saath Compare nahi karti kyun ki main janti hu i am the Greatest Person in this World World. 😋
Cute Girl Status for Whatsapp in Hindi, Status for Girls in Hindi:
- Jalee ko Aag kahete hai, bujhee ko Raakh kahete hai aur yaha cute si ladki ko, paapa ke paree kahete hai...
- Main बंदूक और गिटार दोनों चलाना Janti हूं,, तय तुम्हे Karna हे की Konsi धुन पर नाचोगे..
- Zindagi mein do Cheez khaas hai ek #Vaakt aur doosra #Pyaar,,, #Vaakt kisi ka nahin hota,, aur #Pyaar har kisi se nahin hota!!
- Saare ladkiyo ke naam *Love_Latter likha jaata hai , Hamaare naam sirf *Fir likha jaata hai.
CONCLUSION
So, Guys, We Hope You like this Fantastic Attitude Status For Girls In Hindi. You Must use this Status on Your Social Media to Show Yourself. So Friends, Here we share this kind of Quotes, Status and Little Shayari. So if You are really Interested then Keep Following us and Stay Connected with us.
Also Read:








Comments
Post a Comment